Best Zakir Khan Shayaris

Zakir Khan Best Shayaris

Zakir Khan Best Shayaris

Har Ek Dastoor se Bewafai, 

Maine Shiddat se Nibhayi


Raaste bhi khud hi Daundhe, 

Manzil bhi khud Banayi


---------------------------------------


Har ek copy ke peeche,

Kuch na Kuch Khaas likha hai,

Bas Is tarah tere mere Ishq ka itihaas likha hai,


Tu Duniya main chahe jahan bhi rahe,

Apni diary mei maine tujhe pass likha hai


---------------------------------------


Wo Titli ki tarah aayi aur

 Zindagi ko Baag kar gayi,


Mere jitne Napaak the Iraade, 

Unhe bhi Paak kar gayi.


---------------------------------------


Teri bewafaai ke Angaaron 

main lipti rhi yh Ruuh meri


Main is tarah aag na hota, 

jo ho jaati tu meri


---------------------------------------

 

Kamyaabi tere liye humne khudko 

kuchyun taiyyar kar liya,


Maine har jazbaat baazar main 

rakh kar Ishtehaar kar liya


---------------------------------------


Ab woh aag nahi rahi,

na sholon sa deheqta hoon.


Rang bhi sabke jaisa hai,

sab sa hi mehekta hoon.


---------------------------------------

 

Ek arsey se hoon thame,

Kashti ko bhawar me.


Toofaan se bhi jayada,

sahil se siharta hoon.


---------------------------------------


Tumse badi narazgi hai mujhko

Ab dekho na,


Tumhare narm hotho ki misal nahi milti 

aur mere ashaar adure reh jaate hain.


Tumhari Kuchh Taarife | By Yahya Bootwala


Maana ke hum ishq ka 

tazurba bhi kam hai,

 

tumne kabhi baag mein hain

kai titliya undaayin


---------------------------------------

 

Kamyabi tere liye humne

khud ko kuch yun taiyaar kar liya,

 

maine har jazbaat bazaar mein

rakh kar ishtehaar kar liya.


---------------------------------------


Zindagi se kuch zaada nahi, 

bas itni si farmaaish hai.

 

Ab tasveer se nahi, 

tafseel se milne ki khwahish hai.


---------------------------------------

 

Hum dono me bas itna sa fark hai, 

uske sab "lekin" mere naam se

 

Shuru hote hain, 

aur mere saare "kaash"

uss par aa kar rukte hain.


---------------------------------------

 

Use main kya, mera khumar bhi

mile toh berahmi se tod deti hai.

 

Woh khwab me aati hai mere, 

phir aa kar mujhe chood deti hai.


---------------------------------------

 

Ishq ko masoom rehne do

notebook ke aakhri panne par.

 

Aap use kitaabon mein

daalkar mushkil na kijiye.


---------------------------------------


Yun toh bhoole hain hume log kai, 

pehle bhi bahut se.

 

Par tum jitna koi unme se, 

kabhi yaad nahi aaya.


---------------------------------------


Hazaron baar ke bane hue gaane ke lyrics 

agar achanak se achhe lagne lag jaye,

 

Toh babu samajh jao ki

emotional watt lagne hi waali hai.


---------------------------------------


Bewajah bewafaaon ko yaad kiya hai,

 

Galat logon pe bahut waqt barbaad kiya bai.


---------------------------------------

 

Har ek dastoor se bewafai,

maine shiddat se hai nibhai,

 

Raaste bhi khud hai dhundhe, 

aur manzil bhi khud banayi.


---------------------------------------


Ab koi haath se haath pakadkar

mehfil mein dobara nahi baithaata.

 

Sitaaron ke beech se suraj banne ke

kuch apne hi nukasaan hua karte hai.


---------------------------------------

 

Dosti aaino se kabhi lambi nahi chalti,


mi imandari bhi rishton ke liye aachi nahi hoti.


---------------------------------------


Imtihaan-e-ishq ka maine 

khoob revision kar liya.

 

Uski yaad bhi samajh li,

usse bhool ke bhi dekh liya.


---------------------------------------


Har ek copy ke peeche 

kuch na kuch khaas likha hai.

 

Bas iss tarah tere mere

ishq ka itihaas likha hai.


---------------------------------------

 

Tu duniya mein chahe jahan bhi rahe,


Apni diary mein maine tujhe paas likha hai.


---------------------------------------

 

Jigar ka nichod kar lahu,

kahaniyon me rang bhara hai siyaah.

 

Aur log pooch liya karte hai ki

yeh sab sach me hua hai kya?


---------------------------------------

 

Ye kuch sawal hai jo

sirf qayamat ke roz puchunga,

 

Kyunki usse pehle

tumhari aur meri baat ho sake,

 

iss layak nahi ho tum.


---------------------------------------

 

Teri bewafaai ke angaro me

lipti rahi hai rooh meri,

 

Main iss tarah aaj na hota, 

jo ho jati tu meri.


---------------------------------------

 

Wo titli ki tarah aayi

aur zindagi ko bagh kar gayi,

 

Wo titli ki tarah aayi aur

zindagi ko bagh kar gayi,

 

Mere jitne naa paak the iraade,

unbe bhi paak kar gayi.


---------------------------------------


Yeh sab kuch jo bhool gayi thi tum, 

ya shayad jaan kar choda tha tumne.

 

Apni jaan se bhi jyada,

sambhal rakha hai maine,

jab aaogi toh le jaana.


---------------------------------------


Yun toh bhule hai

hume log kai,

pehle bhi bahut se.

 

Par tumne jiya koi unme se,

kabhi yaad nahi aaya.


---------------------------------------

 

Bahut masoom ladki hai

ishq ki baat nahi samajhti,

 

Na jane kis dhun me khoyi

rehti meri raat nahi samajhti.



---------------------------------------



Thank You




Post a Comment

0 Comments