Mere Baad Bhi Kayi Aashiq Badle Usne | Nazim Saeed Saifi

Mere Baad Bhi Kayi Aashiq Badle Usne | By Nazim Saeed Saifi

Mere Baad Bhi Kayi Aashiq Badle Usne

मेरे बाद भी कई आशिक़ बदले उसने


मेरे बाद भी कई आशिक़ बदले उसने

अब उसकी एक नए आशिक़ से मोहब्बत जारी है

लगता रही उसे शायद धोखा देने की बीमारी है

उसके नए चाहने वाले को बस एक बात कहनी है मुझे

हमारा तो काट चुकी है बस अब तेरी बारी है


Mere baad bhi kayi Aashiq badle usne

Ab uski ek naye Aashiq se mohabbat jaari hai

Lagata hai usey shayad dhokha dene ki bimari hai

Uske naye chahane wale ko bs ek baat kehni hai mujhe

Humara to kaat chuki hai, bs ab teri baari hai

***


चार दिन की जवानी पर यूँ इतराया ना कर

खुदा ने जो हुस्न दिया है वो दूसरों को दिखाया न कर

आज भी चर्चे हैं मेरे जैसे आशिक़ में तेरे मासूमियत की

बनके यूँ मासूम उन्हें फंसाया ना कर


Char din ki jawani par yun itraya na kar

Khuda ne jo husn diya hai wo dusron ko dikhaya na kar

Aaj bhi charche hain mere jaise Aashiq me tere masoomiyat ki

Banke yun masoom unhe fasaya na kar

***

Dhokhe Mein PUBG Ka Sahara Mila


तेरे जाने की बात ये दिल झुठला गया है

शायद इसे कोई पुराना किस्सा याद आ गया है,

और तू जो कहती थी शायद दिल की बात थी

बाद में बात करती हूँ अभी कोई आ गया है


Tere jane ki baat ye dil jhuthla gaya hai

Shayad isey koi purana kissa yaad aa gaya hai,

Aur tu jo kehti thi shayad dil ki baat thi

Baad mein baat karti hoon abhi koi aa gaya hai

***


तेरी बेवफाई के बाद भी

तुझसे मोहब्बत जारी थी

तेरे बदन की खूशबू

हर लम्हा मुझमे तारी थी

और सुना है बद्दुआ दी थी मुझे रकीब के लिए

मैं मर तो जाता पर

तेरी बद्दुआ पर मेरी माँ की दुआ भारी थी


Teri bewafai ke baad bhi

Tujhse mohabbat jaari thi

Tere badan ki khushboo

Har lamha mujhme taari thi

Aur suna hai baddua di thi mujhe rakib ke liye

Main mar to jata par

Teri baddua par meri Maa ki dua bhaari thi

***

Ishq Mein Badtameej Hona Jaruri Nahin


मुझे तुझसे शिकवा ही सही

पर मैं अब भी तुझको अपना मानता हूँ,

तेरी ख़ुशी की खातिर किये हैं कई राज़ दफ़्न इस दिल में

वरना तेरे बारे में क्या कुछ नहीं जनता हूँ


Mujhe tujhse shikwa hi sahi

Par main ab bhi tujhko apna manta hoon,

Teri khushi ki khatir kiye hain kayi raaz dafn iss dil mein

Warna tere bare mein kya kuchh nahin janta hoon

***

Aashiqui Mein Sharab Bhi Jaruri Hai

जो सुना रही तुमने उसके बारे में

सच बोलो झूठ ना बोलो,

मैं जानता हूँ वो बुरी है

मुझे कहने दो पर तुम ना बोलो


Jo suna hai tumne uske bare mein

Sach bolo jhooth na bolo,

Main janta hoon wo buri hai

Mujhe kehne do par tum na bolo

***

Aashiqon Ko Sharab Nahin Mili Lockdown Mein


बाकि रहा न कोई जो हमपे सितम न हुआ

जो मेरे जख्मों पे काम आये ऐसा कोई मरहम न हुआ

करते रहे कोशिशें हम दर्द भुलाने कि

लेकिन दर्द ताजा ही रहा कभी कम न हुआ


Baki raha na koi jo humpe sitam na hua

Jo mere jakhmon pe kaam aaye aisa koi marham na hua

Karte rahein koshishein hum dard bhulaney ki

Lekin dard taja hi raha kabhi kam na hua

***

Chhoda To Usne Tha Maine Nahin

तन्हाई का दर्द वो क्या जाने

जिनके पेहलू में जमाना होता है

ये आलम तो उनसे पुछो

जिनकी आँखें भी नाम रहती हैं

और आंसू भी छिपा न रहता है 


Tanhai ka dard wo kya jaane

Jinke pehloon mein jamana hota hai

Ye alam to unse puchho

Jinki aankhein bhi nam rehti hain

Aur aansu bhi chhipa na rehta hai

***

Kuchh Rishton Ke Koi Naam Nahin Hota


मेरे बाद कितने और आशिक़ों से मोहब्बत निभाओगी

किस-किस को झूठी कसमे खाकर

उसे झूठे वादों में उलझाओगी

मेरे इश्क़ ना सही 

अपनी बेवफाई के बारे में जिस दिन भी सोचोगी

कसम खुदा की सोचकर शर्म से मर जाओगी


Mere baad kitne aur Aashiqon se mohabbat nibhaogi

Kis-kis ko jhoothi kasame khakar

Usey jhoothey waadon mein uljhaogi

Mere ishq na sahi

Apni bewafai ke bare mein jis din bhi sochogi

Kasam khuda ki sochkar sharm se mar jaogi

***

Apno Ne Hi Zeher Diya Tha

उसके हर एक खत को सीने से लगाकर रखा है फेंका भी नहीं

भूल जाएं अब उसकी बेवफाई अब ऐसा भी नहीं

और अब तुम क्यों पूछते हो उसके बारे में

अरे मुद्दतें गुज़र गयीं उसे देखा भी नहीं


Uske har ek khat ko seene se lagakar rakha hai fenka bhi nahi

Bhool jayein ab uski bewafai ab aisa bhi nahin

Aur ab tum kyun pucchtey ho uske bare mein

Are muddatein guzar gayin usey dekha bhi nahin

*****


Thank You

Corona Ne BarBaad Kar Diya

Corona Se Achha Toh Prem Virus Tha

(Disclaimer: The Original Copyright Of this Content Is Belong to the Respective Writer)

Post a Comment

0 Comments