Kuchh Rishton Ke Koi Naam Nahin Hota | Anupam Kaushik

Kuchh Rishton Ke Koi Naam Nahin Hota | By Anupam Kaushik

Kuchh Rishton Ke Koi Naam Nahin Hota


बहारों का गुलाबों का

तू मौसम मस्त आने दे

मुझे ठोकर लगे ऐसे

मुसलसल गर्त आने दे

महज तू क्या दीवाना मेरा

ये सारा जहाँ होगा

अभी थोड़ा सा रुक जा 

बस हमारा वक़्त आने दे


Baharon ka, Gulabon ka

Tu mausam mast aane de

Mujhe thokar lage aise

Musalsal gart aane de

Mehej tu kya deewana mera

Ye sara jahan hoga

Abhi thoda sa ruk ja

Bas humara waqt aane de

***


आँखों में नशा रहता है

मगर होठों पे जाम नहीं है

इश्क़ वो शहर है की जिसकी कोई शाम नहीं है

और कुछ मोहब्बत से भी पाक है

वास्ते जहाँ में

जहां दो लोग खास हैं पर

रिश्ते का कोई नाम नहीं है


Aankhon mein nasha rehta hai

Magr hothon pe jam nahi hai

Ishq wo seher hai ki jiski koi sham nahi hai

Aur kuch mohabbat se bhi pak hai

Waastey jahan mein

Jahan do log khas hain par

Rishtey ka koi naam nahin hai

***

Aashiqui Mein Sharab Bhi Jaruri Hai


बेसुरा साँसों का देखो

साज करने लग गए,

जग में जाहिर वो हमारे

राज़ करने लग गए

हमने ही जिनको सिखाया था ये अंदाज़ -ए-नज़र

वो ही हमको अब नज़र-अंदाज़ करने लग गए


Besura saanson ka dekho

Saj karne lag gaye,

Jag me jahir wo humare

Raaz karne lag gaye

Humne hi jinko sikhaya tha ye Andaz-e-nazar

Wo hi humko ab nazar-andaz karne lag gaye

***

Chhoda To Usne Tha Maine Nahin


हंसी के पीछे छुपने वाली

पीड़ा दिख जाएगी

तुम्हारे शोर तक खामोशियों की चीख जायेगी

दफ़्न कर दर्द को मेरे अंदाज़ जीने का

जो देखे मौत भी तो वो भी जीना सिख जाएगी


Hansi ke pichhe chhupne wali

Peeda dikh jayegi

Tumhare shor tak khamoshiyon ki chikh jayegi

Dafan kar dard ko mere andaz jeene ka

Jo dekhe maut bhi to wo bhi jeena sikh jayegi

***

Apno Ne Hi Zeher Diya Tha


तुझसे से पहले था

हमेशा वही प्यार रहेगा

ये शख्स जहाँ में

तेरा ही तलबगार रहेगा

और ये जानकार भी की वादा तेरा है ,और झूठा है

तमाम उम्र हमें तेरे वादे का इंतजार रहेगा


Tujhse se pehle tha

Hamesha wahi pyar rahega

Ye shakhsh jahan me

Tera hi talabgaar rahega

Aur ye jaankar bhi ki wada tera hai, aur jhootha hai

Tamam umra humein tere waadey ka intejar rahega

***

Mere Baad Bhi Kayi Aashiq Badle Usne


तेरी काली आँखों की आवारगी पे मर गये

बिखरी  उन जुल्फों में जो थी तीरगी पे मर गये

उन तो तुमसे हसीं भी देखी थी हमने आजतक

पर हाय रे हम तो तुम्हारे सादगी पे मर गए


Teri kaali aankhon ki awargi pe mar gaye

Bikhri un julfon me jo thi teergi pe mar gaye

Yun to tumse hasin bhi dekhi thi humne aajtak

Par haaye re hum to tumhare saadagi pe mar gaye

***

Ishq Mein Badtameej Hona Jaruri Nahin


तुम में उलझ कर सब किस्से सुलझाने हैं

हमें तुमसे बटन खुलवाने नहीं ,लगवाने हैं.


Tum me ulajh kar sab kissey suljhane hain

Humein tumse button khulwane nahi, lagwane hain.

*****


Thank You

Sangita Yaduvanshi Best Shayaris

Best Zakir Khan Shayaris

Goonj Chand Poetry Status

(Disclaimer: The Original Copyright Of this Content Is Belong to the Respective Writer)

Post a Comment

0 Comments